Humko Aawaz De ( Mr. Aashiq - 1996 )

Song Name
: Humko Aawaz De
Movie Name
: Mr. Aashiq
Music Director
: Jatin-Lalit
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1996
Views
:


Hey Hey Hey Hey Aa Aa Haa Haa Haa Hey Hey, Hey Hey Humko Aawaz De Tu Kahan Hai Sanam Humko Aawaz De Tu Kahan Hai Sanam Pyaar Ke Roke Kadam Itna Kahan Duniya Mein Dam Hum Tere Aashiq Sanam Humko Aawaz De Tu Kahan Hai Sanam Pyaar Ke Roke Kadam Itna Kahan Duniya Mein Dam Hum Tere Aashiq Sanam Humko Aawaz De... Pehle Pehle Pyaar Ko Koi Dil Se Mitaa Nahin Paaya Jaan Hatheli Par Rakh Kar Tujhe Le Ne Waala Aaya Jag Ye Dekhta Reh Jaayega Aashiq Tera Le Jaayega Itna Kahan Duniya Mein Dam Pyaar Ke Roke Kadam Humko Aawaz De Tu Kahan Hai Sanam Pyaar Ke Roke Kadam Itna Kahan Duniya Mein Dam Hum Tere Aashiq Sanam Itna Kahan Duniya Mein Dam Pyaar Ke Roke Kadam Humko Aawaz De... Nadiyoon Ko Saagar Ka Pataa Kya Koi Batlaata Hai Ooo, Sachi Lagan Ho Dil Mein To Khud Rasta Mil Jaata Hai Kaun Bahar Ko Baal Saka Hai Qaid Hawaa Ko Kisne Kiya Hai Itna Kahan Duniya Mein Dam Pyaar Ke Roke Kadam Humko Aawaz De Tu Kahan Hai Sanam Humko Aawaz De Tu Kahan Hai Sanam Pyaar Ke Roke Kadam Itna Kahan Duniya Mein Dam Hum Tere Aashiq Sanam Itna Kahan Duniya Mein Dam Pyaar Ke Roke Kadam...