Gagan Jhan Jhana Raha ( Nastik - 1958 )

Song Name
: Gagan Jhan Jhana Raha
Movie Name
: Nastik
Music Director
: C.Ramchandra
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1958
Views
:


-----------------------------------------------------------
[singer: Hemant Kumar-Lata Mangeshkar & Chorus]


Hemant: gagan jhan jhana raha
Chorus: ho ...o...o...o
Hemant: pavan sanasana raha
Chorus: ho ...o...o...o
Hemant: lahar lahar pe aaj hai toofaan,
ho naiyaawaale ho, saavadhaan

Lata: (he brahma, he vishhnu,
he shankar sarva shaktimaan,)-2
raksha karo, raksha karo, he daya nidhaan
meri patt raakho bhagawaan-2

Chorus: aa aa aa aa

Hemant: himmat na haar, prabhu ko pukaar-2
woh hi teri naiya lagaaega paar-2
tanik bhi tilamilaana na
zara bhi dil hilaana na
hazaar haathawaala hai bhagawaan ho naiya waale ho, saavadhaan

Lata: he govinda, he mukunda
sankat me aaj mere praan
raksha karo, raksha karo, he daya nidhaan
meri patt raakho bhagawaan

Chorus: he bhagawaan, he bhagawaan