Jawaan Hai Jahaan ( Naya Ghar - 1953 )

Song Name
: Jawaan Hai Jahaan
Movie Name
: Naya Ghar
Music Director
: Shanker Jai Kishan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1953
Views
:


[singer:- Lata]

jawaan hai jahaan jhoom uthi har nazar
main hun ke hai zindagi zahar -2

nazar dhoondhati hai na jaane kise -2
ye aramaan bulaate hain jaane kise -2
aa
hui muddaten suuna-suuna hai ghar
main hun ke hai zindagi zahar -2

ho haay tere bewafaai -2
mujhe maut bhi na aai -2
meri har dua har sada be-asar
main hun ke hai zindagi zahar -2

chalaayenge aise zamaane ko ham
kiye jisane dil pe ye laakhon sitam -2
aankh se jitane aansu tapake
ban gaye aaj sitaare
intazaar men ab na jalenge
do naina matawaare

******************************************