Balamaa Maane Naa ( Opera House - 1961 )
Song Name |
: Balamaa Maane Naa |
Movie Name |
: Opera House |
Music Director |
: Chitragupt |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1961 |
Views |
: |
Singer: Lata
balamaa maane naa
bairi chup na rahe
laagi man ki kahe
pa ke akeli mujhe
mori bahiyaan dhare
jab jab palatun, gaagar bhar ke aa~ aa~~~
lat rah jaaye mukh, pe bikhar ke
baat kare aisi dil vaala
tadape aur tadapaaye
balamaa maane na......
ghoonghat daarun, nain churaaun
ghabaraahat men, raah na paaun
vo baanka rasiya matavaala
sune na mori, apani hi kahe
balamaa maane na......
*********************************************