Aajaa Aajaa Nadiyaa Kinaare ( Raaj Hath - 1956 )

Song Name
: Aajaa Aajaa Nadiyaa Kinaare
Movie Name
: Raaj Hath
Music Director
: Shankar JaiKishan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1956
Views
:


aajaa aajaa nadiyaa kinaare
taaron ki chhainya tohe kab se pukaare
aajaa aajaa....

tere man ko man ka mit mila, tere bhaag se badh kar bhaag nahin
(kal tak Dar tha in aahon se,)-2 lag jaae na jag men aag kahin
aajaa aajaa nadiyaa kinaare
taaron ki chhainya tohe kab se pukaare
aajaa aajaa....

hans kar ye suhaani raat kahe, kal shaam ke vaade pure kar
(dil ne tere dukh dard sahe,)-2 tu dil ke iraade pure kar
aajaa aajaa nadiyaa kinaare
taaron ki chhainya tohe kab se pukaare
aajaa aajaa....

(bahate aansu bah jaane de, kuchh kho kar hi kuchh milata hai)-2
ik phool kahin murajhaata hai, ik phool kahin par khilata hai
(aajaa aajaa nadiyaa kinaare
taaron ki chhainya tohe kab se pukaare)-5
******************************************
आजा आजा नदिया किनारे
तारों की छैंया तोहे कब से पुकारे
आजा आजा....

तेरे मन को मन का मीत मिला, तेरे भाग से बढ़ कर भाग नहीं
(कल तक डर था इन आहों से,)-२ लग जाए न जग में आग कहीं
आजा आजा नदिया किनारे
तारों की छैंया तोहे कब से पुकारे
आजा आजा....

हँस कर ये सुहानी रात कहे, कल शाम के वादे पूरे कर
(दिल ने तेरे दुख दर्द सहे,)-२ तू दिल के इरादे पूरे कर
आजा आजा नदिया किनारे
तारों की छैंया तोहे कब से पुकारे
आजा आजा....

(बहते आँसू बह जाने दे, कुछ खो कर ही कुछ मिलता है)-२
इक फूल कहीं मुरझाता है, इक फूल कहीं पर खिलता है
(आजा आजा नदिया किनारे
तारों की छैंया तोहे कब से पुकारे)-५

[submitted on 24-Apr-08]