Hadh Se Jyada Sanam (Sad) ( Rakht - 2004 )

Song Name
: Hadh Se Jyada Sanam (Sad)
Movie Name
: Rakht
Music Director
: Naresh Sharma
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 2004
Views
:


Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi
Tu meri zindagi, meri pehchaan thi
Tune dil tod ke, barbaad kiya
Barbaad kiya, barbaad kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2

Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye
Ab saha na jaaye
Tera gham sataaye, meri jaan jalaaye
Ye dard-e-judaai, ab saha na jaaye
Tune jeena mera, dushwaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2

Dil ka armaan thi, tu meri jaan thi
Tu meri zindagi, meri pehchaan thi
Tune dil tod ke, barbaad kiya
Barbaad kiya, barbaad kiya