Hadh Se Jyada Sanam ( Rakht - 2004 )

Song Name
: Hadh Se Jyada Sanam
Movie Name
: Rakht
Music Director
: Anand Raj Anand
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2004
Views
:


Chaahta hoon tujhe sochta hoon tujhe
Har lamha har jagaah dekhta hoon tujhe
Tune mujhko yun beqaarar kiya
Beqaraar kiya, beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2 Chaahti hoon tujhe, sochti hoon tujhe
Har lamha har jagaah dekhti hoon tujhe
Tune mujhko yun beqaraar kiya
Beqaraar kiya, beqaraar kiya
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2 (Na samjha na jaana, kyun huwa diwaana
Teri dhun mein jaanam, khud se hoon begaana) -2
Khud se hoon begaana
Tera khwaabon mein, deedaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2 (Teri yaad aaye, ab raha na jaaye
Khayaalon mein mere, tuhi muskuraaye) -2
Tuhi muskuraaye
Pal pal tera intezaar kiya -2
Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2 Chaahta hoon tujhe sochta hoon tujhe Har lamha har jagaah, dekhti hoon tujhe Tune mujhko yun beqaarar kiya Shreya: Beqaraar kiya, beqaraar kiya Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2 Hadd se zyaada sanam, tujhse pyaar kiya -2