Ishq Men Jo Kuchh Na Hona Tha ( Saaqi - 1952 )

Song Name
: Ishq Men Jo Kuchh Na Hona Tha
Movie Name
: Saaqi
Music Director
: C.Ramchandra
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1952
Views
:


[singer:- Lata Mangeshkar]


gham ki vaadi men khushi ka karavaan khone laga

ishq men jo kuchh na hona tha, vahi hone laga
gham kii vaadi men khushi ka karavaan khone laga

kaun samajhega muhabbat ki bhala, majabooriyaan
do dilon ki chaahaten duniya ki na-manzooriyaan
muskuraane hi se pehale pyaar kyon rone laga ishq men jo kuchh na hona tha, vahi hone laga

saamane aankhon ke mere ishq ka anjaam hai
hai agar ye zindagi to, maut kis ka naam hai
ranj-o-gham jaage, naseeba pyaar ka sone laga
ishq men jo kuchh na hona tha, vahi hone laga

... ... ... ... ...