Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi ( Shaan Love Story - 2007 )

Song Name
: Kya Karoon Ki Mujhe Na Kehna Nahi
Movie Name
: Shaan Love Story
Music Director
: Shaan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2007
Views
:


Waise toh main sab samajhata hoon
Kya galat hai kya sahi
Bhola bhaala bhalehi lagata hoon
Magar kisi se kam nahi
Bas ek kamjori hai, samajho majboori hai
Bin soche bin samajhe main haan se haan milaata

Kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata
Kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata
Koyi kahe please aur maange koyi cheez
Toh use main taal na paata

Kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata

Kehna chaahu na par kahoon haan
Kya musibat hai re bhai
Kis tarah se khud ko rok loon
Hoga koyi toh upaaye

Iss dil ki hi sunu, main jo chaahu wahi karuun
Aisa tadpaata toh yeh gaana main na gaata

Kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata
Kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata
Koyi kahe please aur maange koyi cheez
Toh use main taal na paata
Kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata

Bas ek kamjori hai, samajho majboori hai
Bin soche bin chae main haan se haan milaata
Kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata
Kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata
Koyi kahe please aur maange koyi cheez
Toh use main taal na paata

Kya karoon ki mujhe na kehna nahi aata
Kisi ka dil bhi dukhaaya na jaata
Ki mujhe na kehna nahi aata
na na na na na na na
Na kehna nahi aata