jeet hi lenge baazi ( Shola Aur shabnam - 1961 )

Song Name
: jeet hi lenge baazi
Movie Name
: Shola Aur shabnam
Music Director
: Khayyam
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1961
Views
:


Jeet hi lenge baazi ham tum, khel adhura chhute na Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan, janam ka bandhan toote na Milta hai jahan dharti se gagan,
aao wahi ham jaaye Tu mere liye, main tere liye - 2 Is duniya ko thhukraayein - 2 Door basaa le dil ki jannat - 2 Jis ko zamaana loote na
Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan, janam ka bandhan toote na Lata aa aa...pyaar ka bandhan toote na

Rafi
Milne ki khushi na milne ka gham,

Lata
khatm ye jhagde ho jaaye Tu tu na rahe, main main na rahu - 2 Ik duje main kho jaaye - 2 Main bhi na chhodu pal bhar daaman - 2 Tu bhi pal bhar ruthe na
Pyaar ka bandhan, janam ka bandhan, janam ka bandhan toote na