Balma Kitna Nadan ( Shreeman Funtoosh - 1965 )

Song Name
: Balma Kitna Nadan
Movie Name
: Shreeman Funtoosh
Music Director
: Laxmikant Pyarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1965
Views
:


[Tujhse vo naihaa lagaaye to
Jaan ke jaan g.nvaaye o Ram
[Balmaa kitnaa naadaan hai tu]2 ] 2

[Saanjh savere meri jaan jalaaye] 2
[Jo na bujhe tu aisi aag lagaaye] 2

Aise balam se bachaaye o raam
Balmaa kitnaa naadaan hai tu 2

Kaahe ko tu aisi kartaa hai batiyaa 2

Laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan 2
Ankhiyon se ankhiyaaN milaaye o raam
Balmaa kitnaa naadaan hai tu 2

Ho gayaa Gazab kiyaa tune o sainyaa 2
Beech bajariyaa ke thaam li bainyaa 2

Nikli mere mukh se haay o Ram
Balmaa kitnaa naadaan hai tu 2

[Tujhse vo naihaa lagaaye to
Jaan ke jaan g.nvaaye o Ram
[Balmaa kitnaa naadaan hai tu]2 ] 2