Dekha Hai Aise Bhi Kisi Ko Aise Hi ( Sifar Lucky Ali - 1999 )

Song Name
: Dekha Hai Aise Bhi Kisi Ko Aise Hi
Movie Name
: Sifar Lucky Ali
Music Director
: Lucky ALi
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1999
Views
:


Gharko main nikla, tanha akela
Saath mere kaun hai, yaar hai mera
Jo bhi karna tha, kar aa gaya main
Pyaar ko hi maante chalte jaana


Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Apne bhi dil mein basaaye huye kuch iraade hain
Dil ke kisi koney mein bhi kuch aise hi vaade hain
Inko liye jab hum chaley nazaare bhi humse miley
oo o o ooo

Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Hanste hansate yun sub ko manaate hum jaayenge
Barson ki doori ko milke hum saath mitaayenge
Pyaar rahe, unke liye
Jo dhoonde woh unko mile
Oo o o OO O

Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai
Chaahton ke daayre mein, rukna farz hai
Koi kehta hai, ki ghar aa gaya hai
Aarzoo bhi arz hai,badhte jaana

Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hai
Reh jaaye jo baad mein bhi hamaare wafaye hain
Inke liye, ab hum chaley
Hazaaron mein hum bhi miley

Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi