Nahi Rakhta Dil Mein ( Sifar Lucky Ali - 1999 )
Song Name |
: Nahi Rakhta Dil Mein |
Movie Name |
: Sifar Lucky Ali |
Music Director |
: Lucky Ali |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1999 |
Views |
: |
Nahi rakhta dil mein kuch
Rakhta hoon zubaan par
samjhe na apne bhi kabhi
Kah nahi sakta main kya
Sehtaa hoon chupa kar
Ek asi aadat hai meri
Sabhi to hain jinse milta hoon
Sahi jo hai inse kehta hoon
Jo samajhta hoon
Maine dekha nahi rang dil aaya hai sirf adaa par
Ek asi chahat hai meri
Baharon ke ghere se laaya main dil sajaa kar
Ek asi sohobat hai meri
Saye mein chaye rehta hoon
Aankein beechaye rehta hoon
Jinse milta hoon
kitno ko dekha hain hamne yaha
kuch sikha hain hamne unse naya
O o O OO O oO O O
Pehle Fursat thi ab hasratein samakar Ek aisi uljhan hain meri
Khud chalkar rukta hoon jahan jis jagah par
Ek aisi sarhad hain meri
Kehne se bhi main darta hoon
Apno ki dhun mein rahta hoon Kar kya sakta Hoon
De sakta hoon main thoda pyar yahan par
Jitni haisiyat hai meri
Reh jaaun sabke dil mein dil ko basakar
Ek aaisi niyat hain meri
Ho jaye to bhi razi hoon
Kho jaau to main baaki hoon
Yun samajhta hoon
Raste na badle na badla jahan
Phir kyon badalte kadam hain yahan