Iqrar by Asif ( Song Iqrar by Asif - 2012 )

Song Name
: Iqrar by Asif
Movie Name
: Song Iqrar by Asif
Music Director
: Aneer kaffe
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2012
Views
:


(Verse 1)

Bey'charayiniyaan, ye bay'tabiyaan sehnay ko main seh bhi loon,
bin teray yoon jeena hai kia, jeenay ko to main jioon,
tuu...janay na tuu
tuu...manay na kiyun

(Chorus)

Tera Hoon,tera rahoon,
Tera Hoon,tera rahoon,
Hai ye dua teray bina
Na main jioon
Tera Hoon..!!

(Chorus 2)
Khamoshiyan ye veeraniyan,
soona hai dil ka jahaan,
tera pata na teri khabar,
dhondoon tujhay main kahan,
dil ye roye to main chup rahoon,
jaan ye tadpay to main ye sahoon,
Aaye na tu,
Aaye na chayn,
Aesay mein main kia karoon...

(Chorus)

Tera Hoon,tera rahoon,
Tera Hoon,tera rahoon,
Hai ye dua teray bina
Na main jioon
Tera Hoon..!!

(Verse 3)
Khaabon ki dor se kheench loon tujhay apne paas,
koi na ho darmiyan meray hathon mein ho tera hath,
Faaslay ye simat jayengay,
Raastay yunhi kat jayengay,
tu na sunay gi to bhala,
kis se main ja k kahoon...

(Chorus)

Tera Hoon,tera rahoon,
Tera Hoon,tera rahoon,
Hai ye dua teray bina
Na main jioon
Tera Hoon..!!