Lamha Lamha Yeh Bole ( Sonu Niigaam Classically Mild - 2008 )

Song Name
: Lamha Lamha Yeh Bole
Movie Name
: Sonu Niigaam Classically Mild
Music Director
: Deepak Pandit
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2008
Views
:


[Lamha lamha
Yeh bole mein jeevan O bhole khulke jee le
Jee le mujhko abhi ]2

Aao yun hum jhoome gaayein
Jeevan ko jeena sekhlayein
Dil se dil ke taar milayen
Khushiyon ki khusbo chalyakein
Hum sabhi

Anjano ko meet banaye
Roothe hai jo unhein manaye
Dil ko risthon se nahlaye
Hum abhi

Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jasn hai zindagi Haaai Yaaron jasn hai zindagi 2

[Lamha lamha
Yeh bole mein jeevan O bhole khulke jee le
Jee le mujhko abhi ]2

Aao ye pal yun mekhayein
Do naino ko geet sunayein
Dhadkan ke ghungurroo Chankayein Paklon ki Saragam dhohrraye
Hum abhi Meet yaadein na dhoondalyen
Chanchal badal ban ke chaaye
Chahat ka chandan barsaye

Har ghadi
Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jasn hai zindagi [Haaayeee
Yaaron jasn hai zindagi ]2

[Lamha lamha
Yeh bole mein jeevan O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi ]2

Aoo yeh pal yun mehkaye
Baccho mein bacche ban jaye
Man se jhoot ki gard hataye
Thoda paison ko lalchaye
Hum sabhi Lehron ka achal dhalkaye
Sagar ka maatha sehlaye
Sapno ka aakash churaye
Hum kabhi

Muskhuraye gungunaye
Jagmagayein Jhilmilaye
Yaaron jasn hai zindagi [Haaayeee
Yaaron jasn hai zindagi ]2

[Lamha lamha
Yeh bole mein jeevan O bhole khul ke jee le
Jee le mujhko abhi ]2