Zindagi Zindagi Kya Kami ( Yuvvraaj - 2008 )

Song Name
: Zindagi Zindagi Kya Kami
Movie Name
: Yuvvraaj
Music Director
: A.R.Rehman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 2008
Views
:


Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein Aankh ki kor mein Kyun Nami reh gai

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein Kyun Nami reh gai

Zindgai zindagi Lyricsmasti.com
Tu kahan kho gai
Tu kahan kho gai
Koi aaya nahi Dopahar ho gai
Koi aaya nahi

Zindagai zindagi Din aaye din jaaye
Sadiyan bhi gin aaye
Sadiyan re

Tanhai lipti hain
Lipti hain saanson ki
Rasiya re

Tere bina badi pyasi hain
Lyricsmasti.com
Tere bina hain pyasi re
Naino ki do sakhiyan re
Tanha re mein tanha re

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein Kyun Nami reh gai

Zindagi zindagi

Subah ka khoara hain Sham ki dhool hain Tanhai hain Raat bhi zard hain Dard hi dard hain

ruswai Hain Kaise kate saanse uljhi hain Raatein badi jhulsi jhulsi hain

Naina kori sadiyan re
Tanha s mein tanha re

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein Kyun Nami reh gai

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein Kyun Nami reh gai

Tu kahan kho gai
Koi aaya nahi Dopahar ho gai
Koi aaya nahi

Zindagi zindagi
Kya kami reh gai
Aankh ki kor mein Lyricsmasti.com
Kyun Nami reh gai