Poochho na yaar kya huwa ( Zamaane Ko Dikhana Hai - 1982 )

Song Name
: Poochho na yaar kya huwa
Movie Name
: Zamaane Ko Dikhana Hai
Music Director
: R.D.Burman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1982
Views
:


hmm hmm (Poochho na yaar kya huwa, dil ka qaraar kya huwa) - 2 Tumpe to ham mar mitte hain abhi se, jaane hamaara aage kya hoga Ai yai ya ya Aage kya hoga Aage shaadi Hamko mil gayi duniya pyaar ki, maana ho gaye tum mere apne Phir bhi ye sawaal dil mein ye khayaal, na ho ye kahi door ke sapne Ye aitbaar kya huwa dil ka qaraar huwa Tumpe to ham mar mitte hain abhi se, jaane hamaara aage kya hoga Ai yai ya ya Aur phir kya hoga Eh paartiya daawatein Apne paas kya armaan ke siwa, yu to main tumhein aur kya dungi Jo bhi hai mera main aur mera pyaar, tumpe ek baar sab luta dungi Chaahoge to main dekhungi tumhein, keh doge to phir sar jhuka lungi Haay dildaar kya huwa dil ka qaraar huwa
Tumpe to ham mar mitte hain abhi se, jaane hamaara aage kya hoga Ai yai ya ya Waah waah ... Arre baaba tum bhi to kuchh bolo na Ye baat hai to suno Chhodo jaan-e-jaana tum bhi ho kaha, ghabhraate nahi ham zamaane se Dekho to idhar kiska hai jigar, uljhe aapke is diwaane se Ho uljhe hazaar kya huwa ai mere pyaar kya huwa Apni khushi hogi ye zindagi bhi Iske siwa aage kya hoga Ai yai ya ya