Ek Masoom Sa Chehra Male ( Zinda Dil - 2003 )
Song Name |
: Ek Masoom Sa Chehra Male |
Movie Name |
: Zinda Dil |
Music Director |
: Nadeem-Shravan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 2003 |
Views |
: |
itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke Thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
uspe rahe har pal meri -2, in aaNkhoN kaa pahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke Thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
dekh rahaa hooN chori chori, baaNdh rahaa hooN pyaar ki Dori
sabse hasin ye, sabse suhaanaa, isne banaayaa mujhko deevaanaa
phooloN se bhi naazuk hai ye -2, saagar se bhi gahraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2
meri bechaini ko baDaaye, armaanoN mein pyaas jagaaye
ho.. in palkoN mein isko chhupaa ke, qaid karooNgaa dil mein basaa ke
jaaooNgaa main iske ghar mein -2, baaNdh ke sar pe sahraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2
itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke Thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -3