Ek Masoom Sa Chehra ( Zinda Dil - 2003 )

Song Name
: Ek Masoom Sa Chehra
Movie Name
: Zinda Dil
Music Director
: Nadeem-Shravan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 2003
Views
:


itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke Thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
uspe rahe har pal meri -2, in aaNkhoN kaa pahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -2
itnaa mujhe pyaaraa lage -2, dil vahin jaa ke Thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2

dekh rahaa hai chori chori, baaNdh rahaa hai pyaar ki Dori
sabse hasin ye, sabse suhaanaa, isne banaayaa mujhko deevaanaa
phooloN se bhi naazuk hai ye -2, saagar se bhi gahraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2

meri bechaini ko baDaaye, armaanoN mein pyaas jagaaye
sooni meri maaNg sajaa ke, le jaa mujhko dulhan banaa ke
aa jaa ik din mere ghar mein -2, sar pe baaNdh ke sehraa
ek maasoom saa chehraa, ( o o o ek maasoom saa chehraa ) -2
itnaa mujhe pyaaraa lage a: itnaa mujhe pyaaraa lage
dil vahin jaa ke Thahraa
ek maasoom saa chehraa, ( ho o o ek maasoom saa chehraa ) -3