Main Apna Naam Bhoola ( Zor - 1998 )

Song Name
: Main Apna Naam Bhoola
Movie Name
: Zor
Music Director
: Agosh
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1998
Views
:


tere pyaar mein teri yaad mein main apna naam bhooli saara jahaan bhooli ye subah-o-shaam bhooli main bekaraar tere pyaar mein ... tera bhi haal aaisa mera bhi haal aaisa jaane ye saal kaisa hoy main apna naam bhooli ... jaane aur kya kya ab hone vaala hai tere pyaar mein neend meri chain mera khone vaala hai tere pyaar mein ham dono dekho kaise paagal hain ham dono panchi hain paagal hain premi hain ghayal hain masti mein aajkal hain main apna naam bhoola ye subah-o-shaam bhoola saara jahaan bhoola main bekaraar main apna naam bhooli ... anjaana sa koi jaadu chalta hain tere pyaar mein bin tere jalte hain barsaaton mein bin tere bas teri baaton mein jagte hain raaton mein le ke dil haathon mein main apna naam bhooli ... tera bhi haal aaisa mera bhi haal aaisa sohani mahivaal jaisa hoy main apna naam bhooli ...