Aaja Re Ab Mera Dil Pukara ( Aah - 1953 )

Song Name
: Aaja Re Ab Mera Dil Pukara
Movie Name
: Aah
Music Director
: Shankar-Jaikishan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1953
Views
:


Aa jaa re
aa jaa re, ab meraa dil pukaaraa
ro ro ke Gam bhii haaraa
badanaam naa ho pyaar meraa
aa jaa re

ho o o ghabaraaye haay ye dil - 2
sapano.n me.n aake kabhii mil - 2
maut merii taraf aane lagii
jaan terii taraf jaane lagii
bol shaam-e-judaaI kyaa kare - 2
aas milane kii ta.Dapaane lagii
aa jaa re ...

aapane bImaar-e-Gam ko dekh le
ho sake to tU hamako dekh le
tUne dekhaa naa hogaa ye samaa - 2
kaise jaataa hai dam ko dekh le
aa jaa re ...