Dekho Veer Jawanon Apne Khoon Pe Ye Ilzaam Na Aaye ( Aakraman - 1975 )

Song Name
: Dekho Veer Jawanon Apne Khoon Pe Ye Ilzaam Na Aaye
Movie Name
: Aakraman
Music Director
: Laxmikant Pyarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Patriotic
Release Date
Movie Year
: 1975
Views
:


[Meri jaan se pyare tujko tera desh pukara jaye
ja beta ja bhaiya ja mere yaara ja]
Dekho veer jawanon apne khoon pe yeh ilzaam na aaye
varna kahenge mere bete waqt gaya so kaam na aaye
dekho veer jawanon

Hum pahele Bharatwasi
phir Hindu Muslim Sikh Isai
naam juda hai
toh kya Bharat Maa ke sab ek hai bhai
abdul uske bachon ko pahley
jo ghar wapas ram na aaye
dekho veer jawanonon apne khoon pe

Andha beta yudh pe chala
toh na ja na ja uski maa bholi
kam kar sakta hoon
dushman ki ek gholi
jikrar shaheedon ka ho jab
un mein mera naam na aaye
dekho veer jawanon

Aacha ab chaltey hain
kab aayegenge yeh kahena muskil hoga
tum kaheti ho khat likna
khat likne se kya haasil hoga
khat ke saath beju woh paigam
jo phir na aaye
dekho veer jawanon
apne khoon pe yeh ilzaam na aaye