Khamakha ( Aanaa Dobara - 2004 )

Song Name
: Khamakha
Movie Name
: Aanaa Dobara
Music Director
: Avadhoot Gupte
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Pop Songs
Release Date
Movie Year
: 2004
Views
:


khamakha pedo ka gujarna khamakha raaston ka chalna kya hain yunhi kahi girna girke phirse sambhalna kya hain dil mein laankhon sawalon ka jalna dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna tumne bhi toh dikhaya na kabhi ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna gawa hai yeh asmaan gawa hai hawa kisiko na chaha kabhi tumhare siwa kyun hain phir yeh tanhaiya kaisi yeh saza dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna tumne bhi toh dikhaya na kabhi ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana kya hai jugnuon ka chamakna raat aate shaamon ka dhalna patjhado mein phoolon ka khilna aankhon ki salakhon ka dam kya hain (dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna tumne bhi toh dikhaya na kabhi ya phir sikhaya na kabhi ke pyar jatate hai kaise jaana) - 2 dil ki mere khata yeh toh nahi ke maine bataya na kabhi ke tune sataya hai mujhe kitna