New Nanaji Mix ( Aanaa Dobara - 2004 )

Song Name
: New Nanaji Mix
Movie Name
: Aanaa Dobara
Music Director
: Adhovpe Gupte
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Pop Songs
Release Date
Movie Year
: 2004
Views
:


kal ki nahi yeh kai saal purani hain meri nahi yeh mere naani kahaani hain naani ko dekhne jo gaye the naana na na nasha na na nanana na na nanaji ne pehna kurta jaalidar tha sar pe bhi kolhapuri pheta sawaar tha mashalla hothon ne tha muchon ko sambhala la la la hu lala ah lala la jin pehar mein thi naani sharmaai si hothon ki laali jaise galon tak aayi si aaise mein saamne jo baithe mere nana na na nasha na na nanana na na nanaji ko bola jo nanaji ke nanaji ne na na ghabrana bete ladki ke saamne putchho puchhna jo kutch khullam khulla la la la hu lala ah lala la ke jora khitch pyala meri naani ne kutch bhi na socha uss pagli deewani ne nazron ka teer aaise nanaji ko mara ra ra ra ri ram para ram para ri ra ra raam hi bachata mere bechare naana ko kutch na bacha tha sunne ko sunnane ko naana ne thana naani ko apna banana nanana na na shana na na na na na nanaji ke nanaji ne nanaji ko bola jo bol to beta ladki jo ho pasand toh na nana ne na bola na nani ne haa bola hua hua hua hua hu alalala la la la aankhon mein dekh mere nanaji ke nanaji samjhe woh nanaji ki na ji na ji ha ji ha ji kiye shuru safed muchho ko marodna na na na na shana na ana na nana nanaji ke nanaji ne bol diya finally aapki beti jaise bahu maine maan li shagun kalai mein naniji ke jo dala la la la la hu lala ah lala la laad se pali badi hai yeh gudiya meri kal jo banegi shobha aangan ki teri phoolon sa sambhalna na na na kabhi satana tana tana tana tana dheem tana na na na dhere na naani ke daddy toh hue bade emotional rona dhona toh ghar mein hain traditional daddy ko dekha toh naani ko bhi aaya rona rona na na shana na na na na naniji meri tabse nanaji ki rani hain kal ki nahi yeh kai saal purani hain meri nahi yeh mere naani kahaani hain naani ko dekhne jo gaye the naana na na nasha na na nanana na na nanaji ne pehna kurta jaalidar tha sar pe bhi kolhapuri pheta sawaar tha