Are Na Na Na Touba Touba ( Aar Paar - 1954 )

Song Name
: Are Na Na Na Touba Touba
Movie Name
: Aar Paar
Music Director
: O.P.Nayyar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1954
Views
:


[Singers:-Geeta Dutt & Mohammad Rafi]

geeta: are na na na na na na toba toba main na pyaar karungi main na pyaar karungi kabhi kisise toba re balam toba toba rafi: are vaah vaah vaah vaah aaisa kaisa hoga toba kaay ko karta toba kaay ko karata, pyaar se darta aisa re sanam kaisa hoga rafi: (dard-e-jigar se main weak hu bahut, karo aaisa na julam are ho jaayenga fail bhi heart hamara tere sarr ki kasam!) - 2 geeta: (chhi chhi chhi chhi chhi chhi, karo na aaisi baat dekho dekho dekho, chhodo ji mera haath)-2 rafi: are vaah vaah vaah vaah aaisa kaisa hoga ... rafi: (tu jo kahe dharti men kuan khod daalu, du ye duniya ujaad tu jo kahe chadh jaau lambe-lambe ped, unche-unche yeh pahaad) -2 geeta: richh ka tu ankal, bandar ka tu baap rafi: maara baap! geeta: are thoko nahi bandal, raho ji chup-chup richh ka tu ankal, bandar ka tu baap are thoko nahi bandal, raho ji chup-chup rafi: are vaah vaah vaah vaah aisa kaisa hoga ... rafi:sach kaho raat ko akele men dhadakta to hoga tera dil karta to hoga tera man karu do-do batiyaan kisi se hil-mil geeta: hu main koi rogi, ajab teri baat, soti hu maze se main saari saari raat rafi: em ke !
geeta: hu main koi rogi, ajab teri baat, soti hu maze se main saari saari raat rafi: are vaah vaah vaah vaah aisa kaisa hoga ... ***************************************