Kabhi Aar Kabhi Paar ( Aar Paar - 1954 )
Song Name |
: Kabhi Aar Kabhi Paar |
Movie Name |
: Aar Paar |
Music Director |
: O.P.Nayyar |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1954 |
Views |
: |
[Singer:-Shamshad Begum]
kabhi aar kabhi paar laaga teer-e-nazar
sainyaa ghaayal kiya re tu ne mora jigar
kabhi aar kabhi paar.......
(kitana sambhaala bairi do naino men kho gaya)-2
(dekhati reh gayi main to jiya tera ho gaya)-2
dard mila ye jeewan bhar ka, maara aisa teer nazar ka
loota chain qaraar
kabhi aar kabhi paar.................. (pahele milan men ye to duniyaan ki reet hai)-2
(baat men gussa lekin dil hi dil men preet hai)-2
man hi man men laddu phoote
nainon se phul-jhadiyaan chhoote
honthon par taqaraar
kabhi aar kabhi paar................
****************************