Hun Abhi Main Jawaan ( Aar Paar - 1954 )

Song Name
: Hun Abhi Main Jawaan
Movie Name
: Aar Paar
Music Director
: O.P.Nayyar
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1954
Views
:


[Singer:- Geeta Dutt]

hun abhi main javaan ai dil
behosh hun bin piye, kal ka bhi gham kis liye
hun abhi main javaan.............

ye naghama aur ye fiza, ek sada aur ek ada
jo hai ganimat hai aaj, kal kaun jaane ho kya
so na ho ye samaan ai dil
hun abhi main javaan................

duniya ka kya etabaar, khona na apana qaraar
chun le muraadon ke phool, beeten na yun hi bahaar
taak men hai khizaan ai dil
hun abhi main javaan...............

dekhi hai ye zindagi, yun nahin bekhudi
mujh ko bahek jaane de, baaten na kar hosh ki
hosh kaisa yahaan ai dil
hun abhi main javaan...............
******************************************