Woh Tassavvur ( Aitraaz - 2004 )

Song Name
: Woh Tassavvur
Movie Name
: Aitraaz
Music Director
: Himesh Reshammiya
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2004
Views
:


Woh tassavur ka aalam woh dil-e-aashiqui
Woh diwaana mausam woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Woh tassavur ka aalam woh dil-e-aashiqui 2
Woh diwaana mausam woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Woh mohabbat ke din woh ghadi woh palchhin
Woh chhalakta mausam baarishon ki rhimjhim
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Saanson ki woh hulchul woh mahekta aanchal
Baahon ke woh ghere zulf ka woh baadal
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Woh tera sharmaana woh nazar ka jhukna
Jaate jaate tera woh achaanak mudna
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Woh mere bin bole tera samajh lena
Woh ishaaron se hi baat sab keh dena
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Woh ladaayi jagde baad mein pachhtaana
Roothh ke woh jaana laut ke phir aana
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar Woh tassavur ka aalam woh dil-e-ashiqui 2
Woh diwaana mausam woh teri dillagi
Hamko bada hi kare beqaraar
Woh pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar 2