Jaanemaan ( Aryan - Unbreakable - 2006 )

Song Name
: Jaanemaan
Movie Name
: Aryan Unbreakable
Music Director
: Anand Raj Anand
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2006
Views
:


[Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai]2
Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye hai

Piya mann bhana tha
Piya mann bhaaye hai

Har khushi hai ab tumhari
Mujhe de do gum

Jaaneman jaaneman - 2

Sajan ghar aana tha
Sajan ghar aaye tum

Piya mann bhana tha
Piya mann bhaaye tum
Har khushi hai ab tumhari

Mujhe de do gam
Jaaneman jaaneman - 2

Zindagi mein aaye tum chaahaton ke raste hoooo Zindagi mein aaye tum chaahaton ke raste Kaash yeh raste sanam kat jaaye haste haste Sone dildara tere pyar to main vaariyaan
Meri ya duvaawa tainu lag jaave saariyaan
Chaand ho tum chaandani se bheega jaaye mann
Jaaneman jaaneman - 2

Khwaabon ke is ghar ki khair kariyo rabba - 2
Duur talai kalash aur bair kariyo rabba
Naazo se bade maine kari hai tayyariya
Din raat pyar diyaan nazara utaariya
Yeh mohabbat hai ibaadat kabhi ho na kam
Jaaneman jaaneman - 2

Aa aghosh mein meri zulf sanwari teri
Chahat ke rangon se main maang saja du teri
Maahiya ve aaj mainu aaive kyon ve lagda
Aashiq de sachha hove roop honda rab da
Hum yahaan hai tum yahaan ho hone do milan
Jaaneman jaaneman - 2