Kaisa Lagta Hai ( Baaghi - 1989 )

Song Name
: Kaisa Lagta Hai
Movie Name
: Baaghi
Music Director
: Anand Milind
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1989
Views
:


kaisaa lagtaa hai achhaa lagtaa hai pyaar ka sapnaa sachaa lagtaa hai tu jo qareeb hai meraa naseeb hai dil mein basi hai tu meri Khushi hai tu tere binaa ik pal mujhe na rahnaa kaisaa lagtaa hai achhaa lagtaa hai pyaar ka sapnaa sachaa lagtaa hai tu jo qareeb hai meraa naseeb hai meri Khushi hai tu dil mein basi hai tu tere binaa ik pal mujhe naa rahnaa kaisaa lagtaa hai achhaa lagtaa hai pyaar ka sapnaa sachaa lagtaa hai

[ har taraf Khushiyon kaa mausam hai yahaaN hamne pahli baar dekhaa ye jahaaN] -2 gham kii duniyaa se ham chale aaye door hai hamse, dard ke saaye aa duaa maaNg lein, kuchh bhi ho ab dukh pade naa sahnaa kaisaa lagtaa hai achhaa lagtaa hai pyaar ka sapnaa sachaa lagtaa hai

[pyaar ke vaade kabhi naa tonaa tum kabhi tanhaa na hamko chhodnaa] -2 aaNsuon ko ham pee na paayenge ham judaa hoke jee na paayenge aa qasam khaa lein ham, maanege hameshaa ik dooje kaa kahnaa kaisaa lagtaa hai achhaa lagtaa hai pyaar ka sapnaa sachaa lagtaa hai tu jo qareeb hai meraa naseeb hai dil mein basi hai tu meri Khushi hai tu tere binaa ik pal mujhe na rahnaa kaisaa lagtaa hai achhaa lagtaa hai pyaar ka sapnaa sachaa lagtaa hai