Maang Teri Saja Doon Mai ( Baaghi - 1989 )

Song Name
: Maang Teri Saja Doon Mai
Movie Name
: Baaghi
Music Director
: Anand Milind
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1989
Views
:


Maang teri sajaa doon main
aajaa bindiyaa lagaa doon main
laali chunri, oDaa doon main
tujhe dulhan, banaa doon main
[Haathon se tera shringaar karun
Baahon mein bhar ke pyaar karun ]2
Roop main sanvaar doon Aajaa pehnaa doon tujhe phoolon kaa gehnaa

Kaisaa lagtaa hai
Achhaa lagtaa hai
Pyaar ka sapnaa
Sachaa lagtaa hai