paravaanon se preet ( Bilwamangal - 1954 )

Song Name
: paravaanon se preet
Movie Name
: Bilwamangal
Music Director
: Bulo C.Rani
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Un-Categorized
Release Date
Movie Year
: 1954
Views
:


paravaanon se preet seekh len
shama'a se sikhen jal jaana
phir duniyaa ko yaad rahegaa
teraa meraa afasaanaa

shabanam se ham siikhenge
fariyaad na karanaa, ro lenaa
phoolon se sikhenge ham
kaanton ki nok par mit jaanaa

phir duniyaa ko yaad rahega....

bul-bul ban kar janam janam
main teri khoj men gaaungi
yahi aas lekar hai jeenaa
isi aas men mar jaanaa

phir duniyaa ko yaad rahegaa.....