sajni ( Boondh - A Drop Of Jal - 2008 )

Song Name
: sajni
Movie Name
: Boondh A Drop Of Jal
Music Director
: jal`
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 2008
Views
:


Main teri aankhon mein rehta hoon,
Tujhe pata na chale
Tere har pal mein guzra hoon,
Tujhe pata na chale
Kare toh phir kya karein,
Tere bin kaise jiyein.
Aankhon mein pyaar liye,
Bolo kahaan kahaan phirein.

Khafa toh hum bhi hain tum bhi ho,
Hamein pata na chale
Judaai ka mujhe ghum bhi hai
Koi aisi khata na kare

Karein toh phir kya karein
Tere bin kaise jiyein
Aankhon mein pyaar liye
Bolo kahaan kahaan phirein

Sajni paas bulaao na ke dil aaj toota hai
aaj toota hai
Saajan maan jaao na ke woh aaj ruthha hai
aaj ruthha hai
koi usse manaaye na
Jaan-e-jaan….dil tujhe hi chahe na
hooo …oooo… hoooooooo

Hamein dil se bhulaao na
Yehi ab kehna hai
Tum pass aaaon na….aao naaaaaaaaaaaaa

Sajni paas bulaao na
Saajan maan jaao na
Sajni paas bulaao na

Sajni paas bulaao na ke dil aaj toota hai
aaj toota hai
Saajan maan jaao naaaa….aaaa

Sajni paas bulaao na
Saajan maan jaao na

Sajni paas bulaao na