Tum Tata ho ya birla ( Chor Machaaye Shor - 2002 )

Song Name
: Tum Tata ho ya birla
Movie Name
: Chor Machaaye Shor
Music Director
: Anu Mallik
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Pop Songs
Release Date
Movie Year
: 2002
Views
:


Tum Tata ho ya Birla,raho Carter road ya irla-3
Par mujhpe tumhara dil hai,mera dil bhi Pali hill hai

Tum Mamta ho ya Madonna,pehno chandi ya sona-3
Tere gaalon pe jo till hai,meri jaan voh mera dill hai

Tum tata ho ya Birla,raho Carter road ya irla
Tum Mamta ho ya Madonna,pehno chandi ya sona-3

Maine yeh soch liya hai,main banoogi uski raani-2
Na English ho na Roosi,ho ladka hindustani

Ho
Teri Ungli mein pehnadoon main heere ki angooti-2
chal kar lete hain mangni phir chalenge ooty

Tum Tata ho ya Birla,raho carter road ya irla
Par mujhpe tumhara dil hai,mera dil bhi Pali hill hai
Tum Mamta ho ya madonna,pehno chandi ya sona
Teri gaalon pe jo till hai,meri jaan voh meri dill hai
Tum Tata ho ya birla,raho Carter road ya irla
Tum Mamta ho ya Madonna,pehno chandi ya sona

Seene se laga le bulbul,London ki sair kara doon-2
Chal Paris ki galiyon mein Eiffel tower dikhadoon

O,
Main ladki India waali,mujhe TajMahal dikhla de-2
Tu laal kile ki laali se meri chimari ko rangwa de

Ae,
Tum Mamta ho ya Madonna,pehno chandi ya sona
Tum Mamta ho ya Madonna.pehno chandi ya sona
Tere gaalon pe jo til hai,meri jaan voh mera dil hai

Tum Tata ho ya Birla,raho Carter road ya irla
Par mujhpe tumhara dil hai,mera dil bhi Pali hill hai

Tum Mamta ho ya Madonna,pehna chandi ya sona O
Tum mamta ho ya Madonna,pehno chandi ya sona