Jaanewaale Ab to Aaja ( Dastan - 1950 )
Song Name |
: Jaanewaale Ab to Aaja |
Movie Name |
: Dastan |
Music Director |
: Naushad |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1950 |
Views |
: |
[singer:- Suraiyya ]
( naam tera hai zabaan par yaad teri dil men hai
jaanewaale ab to aa ja zindagi mushkil men hai
zindagi mushkil men hai ) -2
dil ka jo anjaam hona tha, wahi aaKhir hua
chaand aramaanon ka mere, badaliyon men chhup gaya
chhup gaya
ab andhera hi, andhera pyaar ki mahafil men hai
jaanewaale ab to aa ja zindagi mushkil men hai
zindagi mushkil men hai
rah gai -2
fariyaad ban kar -2
wo Khushi ki daastaan -2
tere Gham ko dil men le kar ham to baithe hain yahaan
hain yahaan
dil ke maalik tu na jaane kaun si manzil men hai
jaanewaale ab to aa ja zindagi mushkil men hai
zindagi mushkil men hai
****************************************