Ye Mausam Aur Ye Tanhaai ( Dastan - 1950 )

Song Name
: Ye Mausam Aur Ye Tanhaai
Movie Name
: Dastan
Music Director
: Naushad
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Happy
Release Date
Movie Year
: 1950
Views
:


[singer:- Suraiyya ]

(ye mausam aur ye tanhaai, zara dam bhar ko a jaao
yahi mauka hai milane ka, lagi dil ki bujha jaao
yahi mauka hai milane ka

badi mushakil se main ne aaj dil ke taar chhede hain
inhin taaron pe tum aakar koi, naGhama suna jaao
ye mausam aur ye tanhaai

yahaan har cheez khaali hai, muhabbat ke siva pyaare
ye duniya aani jaani hai, zara hans lo hansa jaao
yahi mauka hai milane ka

****************************************