Muhabbat Badha Kar ( Dastan - 1950 )
Song Name |
: Muhabbat Badha Kar |
Movie Name |
: Dastan |
Music Director |
: Naushad |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Sad |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1950 |
Views |
: |
[singer:- Suraiyya ]
muhabbat badhaa kar juda ho gaye
na socha na samajha, Khafa ho gaye
muhabbat badhaa kar.........
vafaaon ka badala sitam se diya
sitam se diya
ghadi bhar men tum, kya se kya ho gaye
muhabbat badhaa kar.................
zamaane men kis ko ham apana kahe
ham apana kahe
are jab tum hin bevafa ho gaye
muhabbat badhaa kar................
****************************************