Haaye Re Insaan Ki Majbooriyaan ( Ghoonghat - 1960 )

Song Name
: Haaye Re Insaan Ki Majbooriyaan
Movie Name
: Ghoonghat
Music Director
: Ravi
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1960
Views
:


Singer: Mohammad Rafi

haaye re insaan ki majbooriyaan-2
paas rah kar bhi hai kitani dooriyaan, dooriyaan
haaye re insaan ki...........

kuchh andhere men nazar aata nahin
koi taara raah dikhalaata nahin
jaane ummidon ki manzil hai kahaan-2
haaye re insaan ki...............

shamma ke anjaam ki kis ko khabar
khatm hogi yaa jalegi raat bhar
jaane ye shola banegi ya dhuaan-2
haaye re insaan ki...............

***********************************************