Tu Saala ( Golmaal Returns - 2008 )

Song Name
: Tu Saala
Movie Name
: Golmaal Returns
Music Director
: Pritam
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Rock/Disco
Release Date
Movie Year
: 2008
Views
:


[Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhpe qurbaan {x2}

Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya

Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala Tu saala Tu saala Kaam se gaya

Teri nazaron pe Jaan-e-jaan meri nazar hai
Teri saari harkaton kii
Mujhko khabar hai

Are mastiyon mein duba hai
Tujhe nahi fikar hai
Aaja aaja hosh mein aaja

Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya
Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala kaam se gaya

Aisi waisi galiyon se
kabhi na guzarana
Kisi bewafa ke chehre pe mat marna
Mujhse kabhi bhi bewafayii mat karna
Sach kehti hoon jaanu rehna saavdhaan
Tera zara sa bhi dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya

Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Tera dil jo hua beimaan
Tu saala kaam se gaya

[Maine tujhse pyaar kiya hai
Tu hai meri jaan
Meri har dhadkan kehti hai
Main tujhpe qurbaan

Tera zara sa bhi zara sa bhi
zara sa bhi
Dola jo imaan
Tu saala kaam se gaya

Hua tera kaam tamaam
Tu saala kaam se gaya
Jo na bachake raha tu meri jaan
Tu saala kaam se gaya

Corrected by JennyS