Vo Din Yaad Karo ( Hamrahi - 1963 )
Song Name |
: Vo Din Yaad Karo |
Movie Name |
: Hamrahi |
Music Director |
: Shankar Jai Kishan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Love Song |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1963 |
Views |
: |
Singers: Lata & Rafi
Rafi: vo din yaad karo -2
vo chhup-chhup ke milana vo hansana-hansaana
vo din yaad karo
Lata: vo din yaad karo -2
vo phoolon ki chhainya vo mausam suhaana
vo din yaad karo
Rafi: phirate the aazaad ham to chaman men -2
chaand aur suraj hain jaise gagan men
ab to ye jivan hai ulajhan ki seema
dhadake mera dil ab dhima-dhiima
vo din yaad...............
Lata: jab main kali thi, tab hi bhali thi -2
naa koi gham tha na bekali thi
meri gali se tera guzarana
nainon ke raste dil men utarana
vo din yaad..............
Rafi: ham to vahin hain, din vo kahaan hain
dil to hamaare ab bhi javaan hain
dil men hi tadape aramaan saare
pyaase ke pyaase nadiya kinaare
vo din yaad................
**********************************************