Har Janam Main Hamara Milan ( Kaagaz Ki Nao - 1975 )

Song Name
: Har Janam Main Hamara Milan
Movie Name
: Kaagaz Ki Nao
Music Director
: Sapan Jagmohan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1975
Views
:


Har janam main hamara milan
do dilon ka ujala rahey
hahn rahey
main tumhey devta man loo
man mera ik shivalaya rahey
hahn rahey
har janam main hamara milan

Nadiyon ki nao behti rahey
laheron ke aanchal khiltey rahey
badra ki chaon mehki rahey
jhum ke do dil miltey rahey
roop ka nagar preet ki dagar
muskurake kahey
main tumhe devta man loo
man mera ik shivalaya rahey
haha rahey
har janam main hamara milan