o mitavaa badaraa chhaaye re ( Maan Jaiye - 1972 )

Song Name
: o mitavaa badaraa chhaaye re
Movie Name
: Maan Jaiye
Music Director
: Jaidev
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Rain
Release Date
Movie Year
: 1972
Views
:


o mitavaa, mitavaa
badaraa chhaaye re kaare kaare kajaraare o mitavaa, aa, mitavaa, ang lag jaa o mitavaa

(aai milan ki rut matavaali)-2
jhoom rahi hai bagiyaa saari kaliyaan mahake Daari-Daari
bheegi-beeigi chale puravaa re
aa, mitavaa .......

ye saawan man bhaavan, sang laayaa hai prem badariyaa
(rang Daalo)-2 sapanon ko chupake se milaake najariyaa
baat yahi, bas baat yahi sharmiili kali se kaanon men bhi kahe bhanvaraa re
aa, mitavaa.......

**************************************

ओ मितवा, मितवा
बदरा छाये रे कारे कारे कजरारे ओ मितवा, आ, मितवा, अंग लग जा ओ मितवा

(आई मिलन की ऋत मतवाली)-२
झूम रही है बगिया सारी कलियाँ महके डारी डारी
भीगी भीगी चले पुरवा रे
आ, मितवा .......

ये सावन मन भावन संग लाया है प्रेम बदरिया
(रंग डालो)-२ सपनों को चुपके से मिलाके नजरिया
बात यही, बस बात यही शर्मीली कली से कानों में भी कहे भँवरा रे
आ, मितवा.......

------------------------------------------------
[submitted on 24-Dec-2008]