Dil Lagake Kadar Gayi ( Kala Pani - 1958 )

Song Name
: Dil Lagake Kadar Gayi
Movie Name
: Kala Pani
Music Director
: S.D.Burman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1958
Views
:


aa aa aa [Dil laga ke Kadar gai pyaare ] -2 Dil laga ke Poochhe na koi phiroon besahaare -2 Dil laga ke kadar gai pyaare Dil laga ke Boli bole duniya saari Main raaja tumase haari Kya karoon main nainaamaari Kaho na kya karoon main nainaamaari koi kuch pukaare -2 Dil laga ke kadar gai pyaare Dil laga ke -3 Na koi saathi na koi beli Sooon jaaguun main akeli Sooni sejiya sooni haveli Dekho na sooni sejiya sooni haveli Yeh socha tha man mein basoongi tihaare Dil laga ke kadar gai pyaare dil laga ke Poochhe na koi phiroon besahaare Dil laga ke qadar gai pyaare