Jab Naam-e-Mohabbat Leke ( Kala Pani - 1958 )

Song Name
: Jab Naam-e-Mohabbat Leke
Movie Name
: Kala Pani
Music Director
: S.D.Burman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1958
Views
:


jab naam-e-muhabbat leke kisi naadaan ne daaman phailaaya pahalu mein ajab sa dard utha palakon ke saansu thar(saans utar?)aaya dil baithe baithe bhar aaya (kya kahiye hame kya yaad aayaa)-2 aji chhodo ye taraana hai puraana ulfat hai deevaanon ka fasaana ji lo ji lo ye hai jeene ka zamaana pyaar kaisa kahaan ki vafa (yaad aai kisi ki mahaki hui saanson ki hava halki halkee)-2 vo shyaam vo rangon ke baadal chunari vo meri dhalki dhalki ik baat ne kitana tadapaaya (kya kahiye hamein kya yaad aayaa)-2 aji chhodo ye taraana hai puraana ulfat hai deevaanon ka fasaana ji lo ji lo ye hai jeene ka zamaana pyaar kaisa kahaan ki vafa chhodo chhodo,chhodo chhodo,chhodo chhodo,aji chhodo chhodo aji chhodo ye taraana hai puraana ulfat hai deevaanon ka fasaana ji lo ji lo ye hai jeene ka zamaana pyaar kaisa kahaan ki vafa (duniya se na rakh ummeed-e-vafa jab yoon hi kisi ne samajhaayaa)-2 kuch aur badi seene ki jalan kuch aur bada gam ka saaya rah rah ke hamein rona aaya kya kahiye hamein kya yaad aaya