Achha ji Main Hari Chalo ( Kala Pani - 1958 )

Song Name
: Achha ji Main Hari Chalo
Movie Name
: Kala Pani
Music Director
: S.D.Burman
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1958
Views
:


Achaa ji main haari, chalo maan jaao naa
Dekhi sabaki yaari, meraa dil jalaao naa

Chhote se kasoor pe, aise ho khafaa Roothe to huzuur the, meri kyaa khataa Dekho dil naa todo
Chhodo haath chhodo
Dekho dil na todo
Are! chhodo haath chhodo
Chhod diyaa to haath maloge samajhe?
Ajii samajhe!

[Jiivan ke ye raaste, lambe hain sanam Kaatenge yeh zindagii, Thokar khaake ham ] 2
Aye! zaalim saath dele
Achche hum akele
Zaalim saath dele
Are achchhe ham akele
Chaar kadam bhii chal na sakoge samajhe?
Haan samajhe!

[Jaao rah sakoge naa tum bhii chain se Tum to khair luuTanaa jiineke maze ]- 2
kyaa karanaa hai jeeke
ho rahanaa kisi ke
Kyaa karanaa hai jeeke
Are, ho rahanaa kisi ke
Hum naa rahe to yaad karoge, samajhe?
Samajhe!

Achaa ji main haari, chalo maan jaao naa
Dekhi sabaki yaari, meraa dil jalaao naa