Aap ki kasam ek din sanam yeh gussa ( Lafange - 1975 )

Song Name
: Aap ki kasam ek din sanam yeh gussa
Movie Name
: Lafange
Music Director
: Laxmikant Pyarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1975
Views
:


Aap ki kasam ek din sanam yeh gussa pyar mein badal jayega
haske na kahi rohke hi kahi
yeh waqt apna nikal jayega
toh aapki kasam ek din sanam

Sunlo kahani hamari phir aage marji tumhari
pactauge sharmaoge jab pata tumko chal jayega
toh aap ki kasam ek din sanam

Mana haseen tum zaroor ho par kis liye magroor ho
is husn ka kya aitbaar yeh aaj aaya hai kal jayega
toh aap ki kasam ek din sanam yeh gussa pyar main