Aaj Mausam Bada ( Loafer - 1973 )

Song Name
: Aaj Mausam Bada
Movie Name
: Loafer
Music Director
: Laxmikant Pyarelal
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1973
Views
:


Aaj mausam badaa beiimaan hai badaa beiimaan hai,
Aaj mausam Aane waalaa koi tuufaan hai
Koi tuufaan hai,
Aaj mausam Kyaa huaa hai,
Huaa kuchh nahin hai baat Kyaa hai Pataa kuchh nahin
Hai mujhase koii Kataa ho gai to is mein merii Kataa kuchh nahin hai Khubasuurat hai tuu rut javaan hai Aaj mausam badaa beiimaan hai kaali-kaalii ghataa dar rahii hai Thandii aahen havaa bhar rahii hai sabako Kyaa-kyaa gumaan ho rahe hain har kalii ham pe Shak kar rahii hai phuulon kaa dil bhii kuchh Badagumaan hai ai mere yaar ai husn vaale dil Kiyaa mainne tere havaale terii marzii pe ab baat Thaharii jiine de chaahe tuu maar Daale tere Haathon mein ab merii jaan hai