Zara Mudke To Dekho Saajana ( Meenar - 1954 )

Song Name
: Zara Mudke To Dekho Saajana
Movie Name
: Meenar
Music Director
: C.Ramchandra
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Love Song
Release Date
Movie Year
: 1954
Views
:


----------------------------------------------------------
[singers:- Lata & Talat Mahmood]


lata:
zara mud ke to dekho saajana
ho saajana
zara mud ke to dekho saajana
wo peechhe reh gaya bachapana
aur aage khadi hai jawaani-2

Talat:
bachapan ka zamaana ho chuka
ho, ho chuka
ye khel puraana ho chuka
ab hogi naee kahaani-2

lata:
din-raat badalate reh gaye
armaan machalte reh gaye-2

Talat:
aakaash ke taare hai wahin-2
duniya ke nazaare hai wahin
hai phir bhi naee kahaani-2

Lata:
zara mud ke to dekho saajana

Talat:
wo peechhe reh gaya bachapana

Both:
aur aage khadi hai jawaani-2

Lata:
shole ko bhadakana aa gaya
kyun dil ko dhadakana aa gaya

Both:
shole ko bhadakana aa gaya
kyun dil ko dhadakana aa gaya

Talat:
ye madhur milan ka saaz hai
dhadakan men chhupa ek raaz hai
is raaz ka naam jawani-2

Lata:
zara mud ke to dekho saajana

Talat:
wo peechhe reh gaya bachapana

Both:
aur aage khadi hai jawaani-2