Dekhoji Mera Jiya Churaaye ( Nau Bahar - 1952 )
Song Name |
: Dekhoji Mera Jiya Churaaye |
Movie Name |
: Nau Bahar |
Music Director |
: Roshan |
Music Company |
: |
Singer |
: |
Picturised On |
: |
Song Type |
: Happy |
Release Date |
: |
Movie Year |
: 1952 |
Views |
: |
[singer: Lata]
dekho jee, mera jiya churaye liye jaae - 2
naam na jaanoon, dhaam na jaanoon - 2
kya hoga anjaam na jaanoon
mann panchhee ghabaraae
ae ri mera jiya churaaye liye jaae
dekho jee
nain kahe ham ne dhan paaya
mann kose,mohe kiya paraaya
preet thumak muskaaye
ae ri mera jiya churaaye liye jaae
dekho jee
rasiya saadhoo, kar gaya jaadoo - 2
na tan pe, na mann pe kaboo
dhuli raama ke bharamaaye
ae ri mera jiya churaaye liye jaae
dekho jee
****************************************