Kahaan Hai Tu Kahaan Hai ( Nau Bahar - 1952 )

Song Name
: Kahaan Hai Tu Kahaan Hai
Movie Name
: Nau Bahar
Music Director
: Roshan
Music Company
:
Singer
:
Picturised On
:
Song Type
: Sad
Release Date
Movie Year
: 1952
Views
:


[singer: Lata]

kahaan hai,tu kahaan hai
meri duniya loot ne waale, duniya loot ne waale
basa kar dil men aramaan, kisi liye barbaad kar daale
duniya loot ne waale............

tujhe apani qasam, aise men dam bahr ke liye aaja
labon par jaan aaee,zindagi ke pad gaye laale
duniya loot ne waale............

tumhaari yaad ka ye dil,sahaara leke baitha hai
muhobbat chhutane waali, na aramaan tut ne waale
duniya loot ne waale............

****************************************